Welcome to BASIC KA TEACHER.COM

Translate

Friday 13 June 2014


shikchhak bharti acedmic merit se HINDUSTAN NEWS PAPER LUCKNOW, basic sikhsha parisad ke upper primary schoolo me science aour math ke 29334 sahayk teacher ki bharti ka rasta saf ho gaya. High court ne tet merit ke adher per dali gayi bishes apil ko kharij ker diya hai. RUKI PARI THI PRAKRIYA - derasal 72825 prashikshu teacher ki bharti tet per kiye jane ke 20 November 2013 ke high court ke adesh ke bad sarkar ne 29334 aur 10000 teachero niyukti prakriya ko bhi rok di thi. 25 march 2014 ko supreme court ke adesh per 72825 teachero ki bharti to shuru ho gayi lekin baki bhartiya ruki rahi. court ne prtiwadi ke iss tark ko mana ki math aur science teachero ki niyukti acedmik record per ho rahi hai isliye tet merit ko adhar nahi banaya ja sakta .

No comments:

Post a Comment